AI 音樂產生器 歌詞產生器 定價 我的歌曲

Yar ki shadi

Generated By Sonata Music AI
Song Cover
v1

@ Gulfam Badar

2026-07-29 00:40:49

歌詞

(Sthai / Mukhda)
​Barsaat ki tarha noot ura rahe hain,
Yaar ki shadi pe sab yaar khushiyan mana rahe hain!
Taaliyaan baja rahe hain, jhumar saja rahe hain,
Yaar ki shadi pe sab yaar khushiyan mana rahe hain!
​(Chorus / Naara)
​Mubaarakbaad, Mubaarakbaad!
Khushiyaan Mubaarakbaad!
Mubasrakbaad, Mubaarakbaad!
Mohabbataan Mubasrakbaad!


​(Antra 1)
​shaadi ki raat hai, raunaq ki baat hai,
Yaaron ki toli ke sar pe hi haat hai!
Nach nach ke sab dhoom macha rahe hain,
Yaar ki shaadi pe sab yaar khushiyan mana rahe hain!
Haaaaaaan
Yaar ki shaadi pe sab yaar khushiyan mana rahe hain!

​(Antra 2 - Studio Branding Highlight)
​Har ek haseen pal ko camera ki aankh mein basaya,
Shaahid Bilaal ne Mixing kar ke ye saara scene sajaya!
Video mixing se yadoon ko yaadgaar bana rahe hain,
Malik Studio Photo aur Video Mixing ka har lamha camray mein qaid kar rahe hain!
Taaliyaan baja rahe hain, jhumar saja rahe hain,
Yaar ki shaadi pe sab yaar khushiyan mana rahe hain!
​(Ending / Outro)
​Mubarakbaad, Mubarakbaad!
Pyar aur khushiyan Mubarakbaad!
Mubarakbaad, Mubarakbaad!
Shaahid Bilaal ki taraf se Mohabbataan Mubarakbaad!

音樂風格

(Music Style: 90s Bollywood Romantic / Lively Wedding Style Beat: Dholak, Tabla, aur Shehnai ki thaap Dholak.tabla.90 bollywood romantic wedding style song dj.party.remix.dance